SONG: Dil Ne Kiya Thaa Yaad - दिल ने किया था याद

Dil Ne Kiya Thaa Yaad - दिल ने किया था याद

LYRICS:
dil ne kiya tha yaad abhi dil ne kiya tha yaad abhi aap aa gye dil ne kiya tha yaad abhi aap aa gye kismat hamari jaag uthi aap aa gye kismat hamari jaag uthi aap aa gye dil ne kiya tha yaad abhi aap aa gye khushboo likhi huie hai hamare nasib me khushboo likhi huie hai hamare nasib me khushboo likhi huie hai hamare nasib me rukhsat agar bahaar huie aap aa gye rukhsat agar bahaar huie aap aa gye rukhsat agar bahaar huie aap aa gye dil ne kiya tha yaad abhi aap aa gye hamse hamare khwab bare khushnasib hai hamse hamare khwab bare khushnasib hai hamse hamare khwab bare khushnasib hai jab bhi jara si aankh lagi aap aa gye jab bhi jara si aankh lagi aap aa gye jab bhi jara si aankh lagi aap aa gye dil ne kiya tha yaad abhi aap aa gye yun silsila dilo ki mulakat ka rha yun silsila dilo ki mulakat ka rha yun silsila dilo ki mulakat ka rha hum jaa mile kabhi to kabhi aap aa gye hum jaa mile kabhi to kabhi aap aa gye kismat hamari jaag uthi aap aa gye dil ne kiya tha yaad abhi aap aa gye dil ne kiya tha yaad abhi aap aa gye