SONG: Dil Ne Chheda Hai Tarana Jabse Dekha Aapko - दिल ने छेड़ा है तराना जब से देखा आपको

Dil Ne Chheda Hai Tarana Jabse Dekha Aapko - दिल ने छेड़ा है तराना जब से देखा आपको

LYRICS:
dil ne cheda hai tarana jab se dekha aapko dil ne cheda hai tarana jab se dekha aapko aa gaya hai muskurana jab se dekha aapko aa gaya hai muskurana jab se dekha aapko dil ne cheda hai tarana aapki ulfat ka jadu apni najro ka bharam aapki ulfat ka jadu apni najro ka bharam ho gaya mushkil chupana jab se dekha aapko dil ne cheda hai tarana muh chupaye fir raha hai aasman par chand bhi muh chupaye fir raha hai aasman par chand bhi bhul baitha jagmagana jab se dekha aapko dil ne cheda hai tarana kal talak hum fir rahe the thokre khate hue kal talak hum fir rahe the thokre khate hue mil gaya dil ko thikana jab se dekha aapko dil ne cheda hai tarana