SONG: Dil Milate Jayiye Nazare Milate Jayiye - दिल मिलाते जाईये नजरे मिलाते जाईये

Dil Milate Jayiye Nazare Milate Jayiye - दिल मिलाते जाईये नजरे मिलाते जाईये

LYRICS:
dil milate jayiye, nazare milate jayiye dil milate jayiye, nazare milate jayiye ek nazar ye mehrbaan, ab aur na tarsayiye ek nazar ye mehrbaan, ab aur na tarsayiye aur na tarsayiye ji aur na tarsayiye dil milate jayiye, nazare milate jayiye dil milate jayiye, nazare milate jayiye aapka parda rahe aur hmko ho didar yar aa bach ke duniya ki nazar se ae ji khwab me aa jaiye bach ke duniya ki nazar se, khwab me aa jayiye khwab me aa jayiye ji khwab me aa jayiye dil milate jayiye, nazare milate jayiye dil milate jayiye, nazare milate jayiye gair ki mehfil me hamse, pardadari kis liye ham tumhare hain tumhare tumhare ae ji hamse na sharmaiye ham tumhare hain tumhare, hamse na sharmaiye hamse na sharmaiye, hamse na sharmaiye dil milate jayiye, nazare milate jayiye dil milate jayiye, nazare milate jayiye dil to tujhko de diya ho dil to tujhko de diya ab jaan bhi de denge ham jaan lene se na ab ae janeman ghabraiye jaan lene se na ab ae janeman ghabraiye janeman ghabraiye ji janeman ghabraiye dil milate jayiye, nazare milate jayiye dil milate jayiye, nazare milate jayiye ek nazar ye mehrbaan, ab aur na tarsayiye dil milate jayiye, nazare milate jayiye