SONG: Dil Meraa Tumharee Adaye Le Gayi - दिल मेरा तुम्हारी अदाएँ ले गईं

Dil Meraa Tumharee Adaye Le Gayi - दिल मेरा तुम्हारी अदाएँ ले गईं

LYRICS:
dil mera tumhari adaye le gayi dil mera tumhari adaye le gayi dil chhin lene wali nigahe le gayi dil mera tumhari adaye le gayi dil chhin lene wali nigahe le gayi dil mera tumhari adaye le gayi mukhde pe girti ye julfen sambhaliye mukhde pe girti ye julfen sambhaliye najuk hai dil meraa yu naa uchhaliye jaa meri ye katil jafaye le gayi dil mera tumhari adaye le gayi dil chhin lene wali nigahe le gayi dil mera tumhari adaye le gayi fasal-e-shabaab hai din hain gurur ke fasal-e-shabaab hai din hain gurur ke panv jamin pe nahi padte hujur ke bahaare bhi badhke balaye le gayi dil mera tumhari adaye le gayi dil chhin lene wali nigahe le gayi dil mera tumhari adaye le gayi bijali giraoge ya fitne jagaoge bijali giraoge ya fitne jagaoge ghabra ke meri hi banho me aaoge ye baji to meri wafaye le gayi dil mera tumhari adaye le gayi dil chhin lene wali nigahe le gayi dil mera tumhari adaye le gayi dil chhin lene wali nigahe le gayi dil mera tumhari adaye le gayi