SONG: Dil Mera Tadpane Wala Shad Rahe Aabad Rahe - दिल मेरा तड़पाने वाला

Dil Mera Tadpane Wala Shad Rahe Aabad Rahe - दिल मेरा तड़पाने वाला

LYRICS:
dil mera tadpane wala shad rahe aabad rahe aankho me bas jaane wala shad rahe aabad rahe dil mera tadpane wala shad rahe aabad rahe jisne dil ko tod diya hai jisne mukhda mod liya hai wo tod ke dil ko jane wala shad rahe aabad rahe dil mera tadpane wala shad rahe aabad rahe jisne gum ka daan diya hai jisne ye ehsan kiya hai wo gum nagri me lane wala shad rahe aabad rahe dil mera tadpane wala shad rahe aabad rahe samjhi thi main jisko apna samjhi thi main jisko apna wo nikla ek jhutha sapna sapno me na aane wala shad rahe aabad rahe dil mera tadpane wala shad rahe aabad rahe aankho me bas jane wala shad rahe aabad rahe