SONG: Dil Mera Hai Diwana - दिल मेरा है दीवाना

Dil Mera Hai Diwana - दिल मेरा है दीवाना

LYRICS:
dil mera hai diwana diwana mohabbat ka ek shama ka parwana parwana mohabbat ka dil mera hai diwana diwana mohabbat ka ek shama ka parwana parwana mohabbat ka rut ye suhani pyara zamana duniya ke gam se dil hai begana rut ye suhani pyara zamana duniya ke gam se dil hai begana hotho pe hai afsana hotho pe hai afsana afsana mohabbat ka dil mera hai diwana diwana mohabbat ka ek shama ka parwana parwana mohabbat ka hey hey bhula musafir bahki nigahe khoj rahi hai pyar ki rahe bhula musafir bahki nigahe khoj rahi hai pyar ki rahe aankho me hai maikhana aankho me hai maikhana maikhana mohabbat ka dil mera hai diwana diwana mohabbat ka ek shama ka parwana parwana mohabbat ka