SONG: Dil Men Ab Dard-E-Muhabbat Ke Sivaa Kuchh Bhi Nahin Gazal - दिल में अब दर्दे मोहब्बत के सिवा कुछ भी नहीं

Dil Men Ab Dard-E-Muhabbat Ke Sivaa Kuchh Bhi Nahin Gazal - दिल में अब दर्दे मोहब्बत के सिवा कुछ भी नहीं

LYRICS:
dil me ab darde mohabbat ke siwa kuch bhi nahi dil me ab darde mohabbat ke siwa kuch bhi nahi zindagi meri ibadat ke siwa kuch bhi nahi dil me ab darde mohabbat ke siwa kuch bhi nahi main teri barahgahe naaz me kya pesh karu main teri barahgahe naaz me kya pesh karu meri jholi me mohabbat ke siwa kuch bhi nahi dil me ab darde mohabbat ke siwa kuch bhi nahi zindagi meri ibadat ke siwa kuch bhi nahi dil me ab darde mohabbat ke siwa kuch bhi nahi ae khuda mujhse na le mere gunaho ka hisab ae khuda mujhse na le mere gunaho ka hisab mere paas ashq-e-nadamat ke siwa kuch bhi nahi dil me ab darde mohabbat ke siwa kuch bhi nahi zindagi meri ibadat ke siwa kuch bhi nahi dil me ab darde mohabbat ke siwa kuch bhi nahi wo to mit kar mujhe mil hi gayi rahat warna wo to mit kar mujhe mil hi gayi rahat warna zindagi ranzo musibat ke siwa kuch bhi nahi dil me ab darde mohabbat ke siwa kuch bhi nahi zindagi meri ibadat ke siwa kuch bhi nahi dil me ab darde mohabbat ke siwa kuch bhi nahi