SONG: Dil Me Umange Man Me Tarange, Aayi Milan Ki Raat - दिल मे उमंगें मन मे तरंगे, आई मिलन की रात

Dil Me Umange Man Me Tarange, Aayi Milan Ki Raat - दिल मे उमंगें मन मे तरंगे, आई मिलन की रात

LYRICS:
dil me umange man me tarange aayi milan ki rat o aayi milan ki rat ye rat suhani hai masti me jawani in shokh nigaho me ulfat ki hai bat o ho aayi milan ki rat dil me umange man me tarange aayi milan ki rat o aayi milan ki rat kahi pe gam ke badal chhaye baitha hai koi path saye baitha hai koi path saye yaha khushi ke nagmo me hai rang rup ki barsat o ho aayi milan ki rat dil me umange man me tarange aayi milan ki rat o aayi milan ki rat ghungat me tere chand sitare karte hai madhosh ishare karte hai madhosh ishare aao tumko gale lagaye ab na chhute sath o ho aayi milan ki rat