SONG: Dil Me Tu, Aankho Me Tu, Saanso Me Tu - दिल में तू आँखों में तू साँसों में तू

Dil Me Tu, Aankho Me Tu, Saanso Me Tu - दिल में तू आँखों में तू साँसों में तू

LYRICS:
dil me tu aankho me tu saaso me tu lab pe tu me tu khayalo me tu khawabo me tu dil me tu aankho me tu saaso me tu kis baat ki angdaiyaan lete hue jalwon mein tu dopahar ke jagmagaate dopahar ke jagmagaate aatishi sholon mein tu bhini bhini shaam ke bhini bhini shaam ke anginat taaro mein tu raat ki moti bhari raat ki moti bhari ghanghor si julfon mein tu dil me tu aankho me tu saaso me tu aandhiyoon ki ruh me baith khaate hue jo kaam ka baarishon ki jagmagaati baarishon ki jagmagaati anginat ladiyon mein tu noor se dhooye huye noor se dhooye huye mahtaab ke chehre mein tu aag se dahke huye suraj ke rukhsaaron mein tu dil me tu aankho me tu saaso me tu lab pe tu me tu khayalo me tu khawabo me tu dil me tu aankho me tu saaso me tu