SONG: Dil Me Sama Gaye Sajan - दिल में समां गये सजन

Dil Me Sama Gaye Sajan - दिल में समां गये सजन

LYRICS:
aaj prit ne tod diye bandhan ki diwar har man ke prit se chala gaya sansar dil me sama gaye sajan phul khile chaman chaman pyar bhi muskura diya dil me sama gaye sajan phul khile chaman chaman pyar bhi muskura diya masti bhari hawa chali hasne lagi kali kali tumse mujhe mila diya masti bhari hawa chali hasne lagi kali kali tumse mujhe mila diya dil me sama gaye sajan phul khile chaman chaman pyar bhi muskura diya aisa badal gaya sama badle zamino aasma aisa badal gaya sama badle zamino aasma chhod ke jag bana liya pyar me ek naya jaha pyar me ek naya jaha aayi ghataye jhumke nile gagan ko chumke gam paresha mita diya pahle koi khushi na thi dil ki klai khili na thi teere nazar chala na tha zindagi zindagi na thi tere kadam ki aahate ban gayi muskurahte mera jaha basa diya aayi rut bahar ki chhid gayi bat pyar ki aayi rut bahar ki chhid gayi bat pyar ki dil ne tadap tadap ke phir tere liye pukar ki tum kahi se aa gaye dhire se muskura gaye dil ko pata bata ja masti bhari hawa chali hasne lagi kali kali tumse mujhe mila diya dil me sama gaye sajan phul khile chaman chaman pyar bhi muskura diya gam ka nisha mita diya dil ko hansa hansa diya