SONG: Dil Me Hai Saikado Toofan - दिल में है सैकडो तूफ़ान

Dil Me Hai Saikado Toofan - दिल में है सैकडो तूफ़ान

LYRICS:
dil mein hai saikado tufa kahu ya na kahu tum bata do tumhae main habiv kahu ya na kahu main tumse kahane aai hun jo kal the tum vo aaj nahi kya laj rakhoge duniyan ki jab tumko apni laj nahi main tumse kahane aai hun hum garibo ka tumse sahara jab pukara tumhi ko pukara jab pukara tumhi ko pukara mamtaj the ab hum samjhe the jab tum ho to hum mamtaj nhi kya laj rakhoge duniyan ki jab tumko apni laj nahi main tumse kahane aai hun dil mein jalti hai kitni chitaye apne aansu kahan tak chhupaye apne aansu kahan tak chhupaye kal tha to tumahri nagari mein jine ka thikana aaj nahi kya laj rakhoge duniyan ki jab tumko apni laj nahi main tumse kahane aai hun jo sitam hamse hoga sahenge tumse lekin na kuchh bhi kahenge tumse lekin na kuchh bhi kahenge tum apne muh se kah do ab jag mein tumhara raaj nahi main tumse kahane aai hun