SONG: Dil Me Ek Jane Tamanna Ne Jagah Payi Hai - दिल में एक जाने तमन्ना ने जगह पाई है

Dil Me Ek Jane Tamanna Ne Jagah Payi Hai - दिल में एक जाने तमन्ना ने जगह पाई है

LYRICS:
dil me ek jane tamanna ne jagah payi hai aaj gulshan me nahee ghar me bahar aayi hai dil me ek jane tamanna ne jagah payi hai aaj gulshan me nahee ghar me bahar aayi hai dil me ek jane tamanna ne jagah payi hai aa gaya mere tassvur me koyee parda nashi aa gaya mere tassvur me koyee parda nashi aaj har chijh najar aane lagee mujhko hasin kya kahu mai badi dil kash meree tanahayi hai aaj gulshan me nahee ghar me bahar aayi hai dil me ek jane tamanna ne jagah payi hai husn ke samne ishare wafa hai mushkil husn ke samne ishare wafa hai mushkil kash chupkar hee wo sunle meraa afsane dil jisne ye pyar kee manjil mujhe dikhlayi hai aaj gulshan me nahee ghar me bahar aayi ha dil me ek jane tamanna ne jagah payi hai