SONG: Dil Me Ab Dard-E-Mohabbat Ke Siva - दिल में अब दर्द-ए-मुहब्बत के सिवा

Dil Me Ab Dard-E-Mohabbat Ke Siva - दिल में अब दर्द-ए-मुहब्बत के सिवा

LYRICS:
dil me ab dard-e-mohabbat ke siva kuch bhi nahi jindagi meri ibadat ke siva kuch bhi nahi main teri bargah-e-naaj mein kya pesh karu meri jholi mein muhabbat ke siva kuch bhi nahi baargah-e-naaj darbar ki khdmat shan ae khuda mujhse na le mere gunaho ka hisab mere pas ashk-e-nadamat ke siva kuch bhi nahi ashk-e-nadamat pashchatap ke aansu wo to mit kar mujh ko mil hi gayi rahat warna jindagi ranj-o-musibat ke siva kuch bhi nahi ranj-o-musibat manmutav aur takleef