SONG: Dil Leke Bhaga Daga Deke Bhaga - दिल ले के भागा, दग़ा दे के भागा

Dil Leke Bhaga Daga Deke Bhaga - दिल ले के भागा, दग़ा दे के भागा

LYRICS:
dil le ke bhaga, daga de ke bhaga kaise bedardi se dil mera laga dil le ke bhaga, daga de ke bhaga kaise bedardi se dil mera laga chori chori dil ko churaya mai jani na chori chori dil ko churaya mai jani na mithi mithi baato me jiya bhamaya mai jani na mithi mithi baato me jiya bhamaya mai jani na bate banai aankhe milai bhole bhole fasaye liyo jaye hay hay bhole bhole fasaye liyo jaye lalchaye tarsaye hay hay jani na kaliyo ka ras le ke bhanvara ye bhaga kaise bedardi se dil mera laga dil le ke bhaga, daga de ke bhaga kaise bedardi se dil mera laga lakh kaha dil ne ho fir bhi mai mani na lakh kaha dil ne ho fir bhi mai mani na kah se bhi dil na lagana mai mani na kah se bhi dil na lagana mai mani na aisi jawani andhi diwani thokar pe thokar lagaye chali jaye hay re thokar pe thokar lagaye chali jaye tadpaye jiya jaye hay hay jani na aankhe chura ke vo apne se bhaga kaise bedardi se dil mera laga dil le ke bhaga, daga de ke bhaga kaise bedardi se dil mera laga pahali najar me hui mai diwani pahali najar me hui mai diwani lad gaye naina ho gai ye nadani lad gaye naina ho gai ye nadani ab to in aankho se bahata hai pani papi mera jiyra piya ko bulaye hay hay papi mera jiyra piya ko bulaye pachataye ghabraye hay hay jani na aisi musibat me chhod ke bhaga kaise bedardi se dil mera laga dil le ke bhaga, daga de ke bhaga kaise bedardi se dil mera laga