SONG: Dil Le Ke Chali Aayi Dildar Ki Mehfil Me - दिल ले के चली आयी दिलदार की महफ़िल में

Dil Le Ke Chali Aayi Dildar Ki Mehfil Me - दिल ले के चली आयी दिलदार की महफ़िल में

LYRICS:
dil le ke chali aayi dildar ki mehfil me dil le ke chali aayi dildar ki mehfil me dildar ki mehfil me dildar ki mehfil me marna ho ke jina ho sarkar ki mahfil me dil le ke chali aayi dildar ki mehfil me jalwe hai adaye hai shokhi hai shararat hai milne ki tamanna hai didar ki hasrat hai tum dekho to kya kya hai tum dekho to kya kya hai tum dekho to kya kya hai is pyar ki mahfil me dil leke chali aayi dildar ki mahfil me roka to bahut lekin hamse na ruki najre jab samne tum aaye uth uth ke jhuki najre ye ek khata hamne ye ek khata hamne ye ek khata hamne sau baar ki mehfil me dil leke chali aayi dildar ki mahfil me aate huye socha tha ab chup nahi rahna hai kya kya mujhe kahna tha kya kya mujhe kahna hai sab bhul gayi aake sab bhul gayi aake sab bhul gayi aake main yar ki mehfil me dil leke chali aayi dildar ki mahfil me