SONG: Dil Le Kar Bhool Na Jana - दिल लेकर दिल लेकर

Dil Le Kar Bhool Na Jana - दिल लेकर दिल लेकर

LYRICS:
dil lekar dil lekar dil lekar bhool na jana o dil lekar bhool na jana ha preet ha preet lga ke nibhana ha preet lga ke nibhana dil lekar dard liya dil lekar dard liya iss darde dil ki dwa tum ho iss darde dil ki dwa tum ho mere bhole bhale se dil ko mere bhole bhale se dil ko diwana bnaya kya tum ho diwana bnaya kya tum ho diwana bna ke sajan mastana bana ke sajan diwana bna ke sajan mastana bana ke sajan humko na tum tadpana humko na tum tadpana dil lekar bhool na jana o dil lekar bhool na jana tum sunder mukhde wale aankho se dil ko lubhate ho par dar is baat ka hai dil lekar bhool bhi jaate ho tum jaise baake chabiley tum jaise baake chabiley baato ka jaal bichate hai baato ka jaal bichate hai hum jaise bhole panchi hum jaise bhole panchi iss jaal mein fas jaate hai iss jaal mein fas jaate hai ab qaid hua hai panchi ab qaid hua hai panchi tum aankh na humse churana tum aankh na humse churana dil lekar bhool na jana o dil lekar bhool na jana