SONG: Dil Lagane Wale Mat Sun Meri Kahani - दिल लगाने वाले मत सुन मेरी कहानी

Dil Lagane Wale Mat Sun Meri Kahani - दिल लगाने वाले मत सुन मेरी कहानी

LYRICS:
dil lagane wale mat sun meri kahani dhadkega dil jaha ka sunke meri jubani dil lagane wale mat sun meri kahani dil lagane wale mat sun meri kahani dhadkega dil jaha ka sunke meri jubani dhadkega dil jaha ka sunke meri jubani maine bhi apne dil ko ek chand se lagaya palko ki chaw dalke dil me use bithaya wo aasma ka pyara fir bhi na muskuraya jalti hai tamnnaye roti hai jindgani dil lagane wale mat sun meri kahani socha ye kyu na maine parwana nur ka hai socha ye kyu na maine chanda chakor ka hai dil dete waqt na socha dil dete waqt na socha ye dil bhi or ka hai dil lagane wale mat sun meri kahani dil lagane wale mat sun meri kahani dhadkega dil jaha ka sunke meri jubani dhadkega dil jaha ka sunke meri jubani