SONG: Dil Lagakar Unse Yaro Pure Ghate Me Rahe - दिल लगाकर उनसे यारा पूरे घाटे में रहे

Dil Lagakar Unse Yaro Pure Ghate Me Rahe - दिल लगाकर उनसे यारा पूरे घाटे में रहे

LYRICS:
dil lagakar unse yaara pure ghate me rahe wo toh jyu ke tyu rahe hum sukh kar patjhad hue re kya kahe kis bewafa ki nazro me hum kho gaye kya kahe kis bewafa ki nazro me hum kho gaye hichkiya bharte hi bharte adhmare hum ho gaye hichkiya bharte hi bharte adhmare hum ho gaye haye adhmare hum ho gaye ho gaye gayab kidhar jo mujh par marne wale the kori aahe le mohabbat mujhse karne wale the hichkiya bharte hi bharte kya kahi par so gaye hichkiya bharte hi bharte kya kahi par so gaye khojne mujhko chale the khud hi lekin kho gaye khojne mujhko chale the khud hi lekin kho gaye kho nahi sakte kabhi is shakal ke aashik janab kho nahi sakte kabhi is shakal ke aashik janab lo tumhare ik ishare par hi hazir ho gaye lo tumhare ik ishare par hi hazir ho gaye aaj aayi hu ki main marna tumhara dekh lu marna tumhara dekh lu dekh le dunia bhi mere kaise majnu ho gaye dekh le dunia bhi mere kaise majnu ho gaye hum tumhare hizar me fansi lagane wale the hum tumhare hizar me fansi lagane wale the sunte hi aawaz mithi aashiki me kho gaye sunte hi aawaz mithi aashiki me kho gaye acha lao main laga du fansi apne hath se acha lao main laga du fansi apne hath se ab mare meri bala jab samne tum ho gaye ab mare meri bala jab samne tum ho gaye bas tumhi majnu ho sache kya adaye payi hai bas tumhi majnu ho sache bas tumhi majnu ho sache kya adaye payi hai haye kya adaye payi hai aaj se main hu tumhari, tum hamare ho gaye tum hamare ho gaye aur hum tumhare ho gaye tum hamare ho gaye aur hum tumhare ho gaye tum hamare ho gaye aur hum tumhare ho gaye tum hamare ho gaye aur hum tumhare ho gaye tum hamare ho gaye aur hum tumhare ho gaye tum hamare ho gaye aur hum tumhare ho gaye