SONG: Dil Lagakar Ham Ye Samjhe, Zindagi Kya Chiz Hai (Female) - दिल लगाकर हम ये समझे, जिंदगी क्या चीज़ है

Dil Lagakar Ham Ye Samjhe, Zindagi Kya Chiz Hai (Female) - दिल लगाकर हम ये समझे, जिंदगी क्या चीज़ है

LYRICS:
dil lagakar ham ye samjhe, zindagi kya chiz hai dil lagakar ham ye samjhe, zindagi kya chiz hai ishq kahte hai kise, aur ashiqi kya chiz hai dil lagakar ham ye samjhe, zindagi kya chiz hai dil lagakar ham ye samjhe hay ye rukhsaar ke shole, ye baahen marmari hay ye rukhsaar ke shole, ye baahen marmari aapse milkar ye do baaten, samjh me aa gayi dhup kisika naam hain aur chaandani kya cheez hain dil lagakar ham ye samjhe, zindagi kya chiz hai dil lagakar ham ye samjhe aapki shokhi ne kya kya, rup dikhlaaye hame aapki shokhi ne kya kay, rup dikhlaaye hame aapki aankho ne kya kya jaam pilvaaye hame hosh kho baithe to jana, bekhudi kya cheez hai dil lagakar ham ye samjhe, zindagi kya chiz hai dil lagakar ham ye samjhe aapki rahon me jabse, hamne rakha hain kadam aapki rahon me jabse, hamne rakha hain kadam hamko ye mahsus hota hain ki hain manjil pe ham koi kya jaane mohabbat ki khushi kya cheez hain dil lagakar ham ye samjhe, zindagi kya chiz hai ishq kahte hai kise, aur ashiqi kya chiz hai dil lagakar ham ye samjhe