SONG: Dil Lagaate Hai Suna Hai Ke (Female)

Dil Lagaate Hai Suna Hai Ke (Female)

LYRICS:
dil lagaate hai suna hai ke pyaar karte hai dil lagaate hai suna hai ke pyaar karte hai log kaise kisi pe aitbaar karte hai o dil lagaate hain suna hai ke pyaar karate hain dil lagaate hain suna hai ke pyaar karate hain jhute inake waade jhuti inaki kasame tod dete hai hamesha yeh wafa ki rasme jhute inake waade jhuti inaki kasame tod dete hai hamesha yeh wafa ki rasme yeh nibhaate nahi magar waade hajaar karate hain yeh nibhaate nahi magar waade hajaar karate hain log kaise kisi pe aitbaar karate hai o dil lagaate hain suna hai ke pyaar karate hain sang dil sanam se maine dil lagaaya chot jab lagi jigar pe tab samajh mein aaya) sang dil sanam se maine dil lagaaya chot jab lagi jigar pe tab samajh mein aaya) chupke parade se sanam kaise waar karate hain chupke parade se sanam kaise waar karate hain log kaise kisi pe aitbaar karate hai o dil lagaate hain suna hai ke pyaar karate hain dil lagaate hai ya sach hain ki pyaar karate hain dil lagaate hai ya sach hain ki pyaar karate hain unko chamat mile jo aitbaar karate o dil lagaate hai ya sach hain ki pyaar karate hain meri wefaai ko tu samaj na paaye devta sukhi nhi hain maine bawafaai o meri wefaai ko tu samaj na paaye devta sukhi nhi hain maine bawafaai o bewaffa hai vo sakk kisi pe na yaar karate hain bewaffa hai vo sakk kisi pe na yaar karate hain unko chahat main aitbaar karate hain o dil lagaate hai ya sach hain ki pyaar karate hain