SONG: Dil Ko Tumhari Yaad Ne Aakar - दिल को तुम्हारी याद ने

Dil Ko Tumhari Yaad Ne Aakar - दिल को तुम्हारी याद ने

LYRICS:
dil ko tumhari yaad ne aa kar hila diya aa kar hila diya arma jo so chuke the unhe phir jaga diya arma jo so chuke the unhe phir jaga diya unhe phir jaga diya dil ko tumhari yaad ne aa kar hila diya aa kar hila diya humdard jab bane the tumhi dil ke dard ke bedard ban ke kyun mere dil ko dukha diya dil ko dukha diya dil ko tumhari yaad ne aa kar hila diya aa kar hila diya meri jara si bhul pe itni badi saja aansu bana ke dil ko nazar se gira diya nazar se gira diya aankho se dur hoke bhi rahte ho dil ke pass rahte ho dil ke pass tumne to zindagi ko tamasha bana diya tamasha bana diya dil ko tumhari yaad ne aa kar hila diya