SONG: Dil Ko Teri Tasveer Se Bahlaye Hue Hai - दिल को तेरी तस्वीर से बहलाए हुए है

Dil Ko Teri Tasveer Se Bahlaye Hue Hai - दिल को तेरी तस्वीर से बहलाए हुए है

LYRICS:
dil ko haye dil ko dil ko teri tasveer se bahlaye hue hai bahlaye hue hai dil ko haye dil ko ish ghar me hum ek chand ko ish ghar me hum ek chand ko chamkaye hue hai chamkaye hue hai dil ko haye dil ko ab kaun si daulat hai jo ab kaun si daulat hai jo takdeer se mange ulfat hi badi cheez thi ulfat hi badi cheez thi jo paye hue hai dil ko haye dil ko dil ko teri tasveer se bahlaye hue hai bahlaye hue hai dil ko haye dil ko jab tu hai khayalo me jab tu hai khayalo me to duniya se hame kya duniya se hame kya duniya ko teri yaad me duniya ko teri yaad me thukraye hue hai dil ko haye dil ko dil ko teri tasveer se bahlaye hue hai bahlaye hue hai dil ko haye dil ko mitkar bhi naa daaman tera mitkar bhi naa daaman tera haatho se chhutega hum teri mohabbat ki hum teri mohabbat ki kasam khaaye huye hai dil ko haye dil ko dil ko teri tasveer se bahlaye hue hai bahlaye hue hai dil ko haye dil ko