SONG: Dil Ko Lagaa Ke Humne - दिल को लगा के हमने कुछ भी ना पाया

Dil Ko Lagaa Ke Humne - दिल को लगा के हमने कुछ भी ना पाया

LYRICS:
dil ko lagaa ke humne kuch bhi na paya chain gawaya dil ko lagaa ke humne kuch bhi na paya chain gawaya gam ka fasana kya sunaye kah na paye ha ha gam ka fasana kya sunaye kah na paye ye bhi socha haye bhul ke ye bhi socha haye bhul ke jis bewafa ko apna banaya hai wo praya dil ko lagaa ke humne kuch bhi na paya chain gawaya aankho se dil khaye dhoke chup roke aankho se dil khaye dhoke chup roke ho ho duniya basi na haye pyar ki o o duniya basi na haye pyar ki bathe bithaye rog lagaya ji ko jalaya dil ko lagaa ke humne kuch bhi na paya chain gawaya deke sahara mujhko jhutha tumne luta ha ha deke sahara mujhko jhutha tumne luta bhuli kahani haye chhed di bhuli kahani haye chhed di mera fasana yaad aaye has ke rulaye dil ko lagaa ke humne kuch bhi na paya chain gawaya