SONG: Dil Ko Laga Ke Bhul Se Dil Ka Nasha Mita Diya - दिल को लगा के भूल से दिल का निशां मिटा दिया

Dil Ko Laga Ke Bhul Se Dil Ka Nasha Mita Diya - दिल को लगा के भूल से दिल का निशां मिटा दिया

LYRICS:
dil ko laga ke bhul se dil ka nisha mita diya dil ka nisha mita diya humne bhari bahar me apna chaman jala diya apna chaman jala diya duniya ki har jafa sahi kuch bhi magar na kah sake duniya ki har jafa sahi kuch bhi magar na kah sake humne wafa ke naam par jo kuch bhi tha luta diya jo kuch bhi tha luta diya shikwa kisi se kya kare marzi hai ye nasib ki shikwa kisi se kya kare marzi hai ye nasib ki chaha jise mita diya chaha jise bana diya dil ka nisha mita diya leke falak ke chand ko koi kare to kya kare leke falak ke chand ko koi kare to kya kare apna bhi ek chand tha duniya ne jo chhupa diya duniya ne jo chhupa diya kis ko khabar thi pyar me jal jal ke khak honge hum kis ko khabar thi pyar me jal jal ke khak honge hum khak ka kya jaha mili jisko mili uda diya jisko mili uda diya