SONG: Dil Ko Hai Tumse - दिल को है तुमसे

Dil Ko Hai Tumse - दिल को है तुमसे

LYRICS:
dil ko hai tumse dil ko hai tumse pyaar kyo ye na bata sakunga mai ye na bata sakunga mai dil ko hai tumse pyaar kyo pyaar kyo pahle milan ki chhanw me tumse tumhare ganw me aankhe hui thi chaar kyo ye na bata sakunga main pahle milan ki chhanw me tumse tumhare ganw me aankhe hui thi chaar kyo ye na bata sakunga main ye na bata sakunga main dil ko hai tumse pyaar kyo pyaar kyo tumko nazar me rakh liya dil me jigar me rakh liya tumko nazar me rakh liya dil me jigar me rakh liya khud main hua sikar kyo ye na bata sakunga main roop ki kuch kami nahi duniya me ek tumhi nahi roop ki kuch kami nahi duniya me ek tumhi nahi par mai tumhari yaad me rahta hun beqarar kyo ye na bata sakunga main par mai tumhari yaad me rahta hun beqarar kyo ye na bata sakunga main ye na bata sakunga main dil ko hai tumse pyaar kyo pyaar kyo