SONG: Dil Ko Ghame Hayat Gawara Hai In Dino - दिल को ग़म-ए-हयात, गंवारा हैं इन दिनों

Dil Ko Ghame Hayat Gawara Hai In Dino - दिल को ग़म-ए-हयात, गंवारा हैं इन दिनों

LYRICS:
dil ko gham-e-hayaat, ganwaara hai in dino dil ko gham-e-hayaat, ganwaara hai in dino pehle jo dard tha, wahi chaara hai in dino ye dil zara sa dil, teri yaadon me kho gaya ye dil zara sa dil, teri yaadon me kho gaya zarre ko aandhiyon ka sahara hai in dino dil ko gham-e-hayaat, ganwaara hai in dino tum aa sako to shab ko, badha du kuch aur bhi tum aa sako to shab ko, badha du kuch aur bhi apne kahe me subho ka taara hai in dino dil ko gham-e-hayaat, ganwaara hai in dino pehle jo dard tha, wahi chaara hai in dino