SONG: Dil Kisi Ko Dijiye Dil Kisi Ka Liji, Duniya Jo Chahati, Koi Gham Na Kiji - दिल किसी को दीजिये दिल किसी का लीजिये, दुनिया जो चाहे, कोई गम ना कीजिये

Dil Kisi Ko Dijiye Dil Kisi Ka Liji, Duniya Jo Chahati, Koi Gham Na Kiji - दिल किसी को दीजिये दिल किसी का लीजिये, दुनिया जो चाहे, कोई गम ना कीजिये

LYRICS:
dil kisi ko dijiye dil kisi ka lijiye dunia jo chahe kahe koi gum na kijiye dil kisi ko dijiye dil kisi ka lijiye dil kisi ko dijiye jindagi me aapko chain agar chaihye dekhiye ji gair ki bat me na aayiye jindagi me aapko chain agar chaihye dekhiye ji gair ki bat me na aayiye suniyega sabki magar apni khushi kijiye dil kisi ko dijiye dil kisi ka lijiye dil kisi ko dijiye dhadkano ki taal par nachti hai jindagi waqt kam hai pyar ka katiye hasi khushi dhadkano ki taal par nachti hai jindagi waqt kam hai pyar ka katiye hasi khushi pal do pal ki hai khushi khub maje kijiye dil kisi ko dijiye dil kisi ka lijiye dil kisi ko dijiye dhal rahi hai dam bhar dam waqt ki parchaiya laut kar na ayengi ye hasi tanhaiya dhal rahi hai dam bhar dam wawt ki parchaiya laut kar na ayengi ye hasi tanhaiya kesuo ki chaw me dam to jara lijiye dil kisi ko dijiye dil kisi ka lijiye dil kisi ko dijiye