SONG: Dil Kisi Ki Yaad Me Barbad Hai, Sunne Walo Bas Yahi Faryaad Hai - दिल किसी की याद में बर्बाद है, सुनने वालों बस यही फ़रियाद है

Dil Kisi Ki Yaad Me Barbad Hai, Sunne Walo Bas Yahi Faryaad Hai - दिल किसी की याद में बर्बाद है, सुनने वालों बस यही फ़रियाद है

LYRICS:
dil kisi ki yad me barbad hai dil kisi ki yad me barbad hai sunne walo bas yahi fariyad hai do ghadi dekhi thi ulfat ki khushi ro rahi hai ab talak ye jindagi do ghadi dekhi thi ulfat ki khushi ro rahi hai ab talak ye jindagi aasuo se jindagi abad hai aasuo se jindagi abad hai sunne walo bas yahi fariyad hai dil kisi ki yad me barbad hai maine samjha jisko dil ka asra dil ki khushiya lut ke wo chal diya maine samjha jisko dil ka asra dil ki khushiya lut ke wo chal diya kya khabar thi mujhko wo sayyad hai kya khabar thi mujhko wo sayyad hai sunne walo bas yahi fariyad hai dil kisi ki yad me barbad hai