SONG: Dil Ki Tamanna Thi Masti Me Manzil Se (Duet) - दिल की तमन्ना थी मस्ती में मंज़िल से

Dil Ki Tamanna Thi Masti Me Manzil Se (Duet) - दिल की तमन्ना थी मस्ती में मंज़िल से

LYRICS:
ho dil ki tamanna thi masti me manzil se bhi dur nikalte apna bhi koi sathi hota apna bhi koi sathi hota, hum bhi bahakte chalte chalte ho dil ki tamanna thi masti me manzil se bhi dur nikalte apna bhi koi sathi hota, hum bhi bahakte chalte chalte ho dil ki tamanna hote kahin hum aur tum, khwabo ki rangin vadi me gum hote kahin hum aur tum, khwabo ki rangin vadi me gum phir un khwabo ki vadi se, uthte aankhe malte malte ho dil ki tamanna thi masti me manzil se bhi dur nikalte apna bhi koi sathi hota, hum bhi bahakte chalte chalte ho dil ki tamanna hansti kami, gaate kadam, chalte nazare, chalte jo hum hansti kami, gaate kadam, chalte nazare, chalte jo hum rukte hum to ruk ruk jata, dhalta suraj dhalte dhalte ho dil ki tamanna thi masti me manzil se bhi dur nikalte apna bhi koi sathi hota, hum bhi bahakte chalte chalte ho dil ki tamanna aur shame gam banke agar dukh ke andhere karte safal aur shame gam banke agar dukh ke andhere karte safal raaho ke deep khud ban jate pyar bhare dil jalte jalte ho dil ki tamanna thi masti me manzil se bhi dur nikalte apna bhi koi sathi hota, hum bhi bahakte chalte chalte ho dil ki tamanna