SONG: Dil Ki Pareshaniya - दिल की परेशानियाँ

Dil Ki Pareshaniya - दिल की परेशानियाँ

LYRICS:
dil ki pareshaniya ishq ki veeraniya koun sunegaa meri dard bhari daastaan dard bhari daastaan dil ko mere tod ke saath meraa chhod ke tune to sab paa liyaa mein ne gawayan jahaan dard bhari daastaan dil mein teri yaad hai phir bhi ye barbaad hai dil mein teri yaad hai phir bhi ye barbaad hai tu hi bata de mujhe mein hun kahan tu kahan mein hun kahan tu kahan dard bhari daastaan dil ki pareshaniya ishq ki veeraniya koun sunegaa meri dard bhari daastaan dard bhari daastaan teri nazar kyaa phiri phir gaee taqdeer bhi teri nazar kyaa phiri phir gaee taqdeer bhi rone lagee zindagi hansne lagaa aasmaan hans ne lagaa aasmaan dard bhari daastaan