SONG: Dil Ki Na Jane Anadi Balma

Dil Ki Na Jane Anadi Balma

LYRICS:
dil ki na jane anadi balma haye dil ki na jane anadi balma kaise bata dun bhala mai sari batiya kaise bata dun bhala mai sari batiya dil ki na jane anadi balma dil ki na jane anadi balma le gaya dil ka ha le gaya dil ka chain uda ke mar gayi mai to nain mila ke dil ko jalye sataye rangili ratiya dil ki na jane anadi balma haye dil ki jane kuch bhi na jane dil ki na jane anadi balma payar tumhara haye payar tumhara jaan se payara puch lo aake haal hamara bheji jahan se chupa ke hajaro batiya dil ki na jane anadi balma haye dil ki na jane kuch bhi na jane dil ki na jane anadi balma mehki julfe haye mehki julfe nain kateele mil gye us par balma hatele aaye na jane mane hamari batiya dil ki na jane anadi balma dil ki na jane kuch bhi na jane dil ki na jane anadi balma