SONG: Dil Ki Lagi Ko Koi Na Jaane - दिल की लगी को कोई न जाने जो जाने सो रोए

Dil Ki Lagi Ko Koi Na Jaane - दिल की लगी को कोई न जाने जो जाने सो रोए

LYRICS:
dil ki lagi ko koi na jane jo jane so roye preet kiye dukh hoye jivan path par hara rahi dukh paye sukh khoye preet kiye dukh hoye rein hui chaya andhiyara tum bin sathi kaun hamara beeach bhawar hai jivan naiya dagmag dole dur kinara jeene ke nahi koi bahane bhag hamare soye preet kiye dukh hoye