SONG: Dil Ki Lagi Khel Nahi Dil Ka Lagana Hai Bura - दिल की लगी खेल नहीं दिल का लगाना है बुरा

Dil Ki Lagi Khel Nahi Dil Ka Lagana Hai Bura - दिल की लगी खेल नहीं दिल का लगाना है बुरा

LYRICS:
dil ki lagi khel nahi dil ka lagana hai bura tauba karli haye tauba karli haye ke sholo se nahi khelunga nagme dil suna suna tu nagme dil suna fir se tu ek bar fir se tu ek bar dil ke tar tar jhanjhana ye tar tar jhanjhana nagme dil suna suna tu nagme dil suna ye mausame bahar chedchad ka shama jhuka hai bade pyar se jami pe aasma leja ye dil ke rag leja leja ye dil ke rag dil ki dhadkane gina nagme dil suna suna tu nagme dil suna aye dilruba rabab shabab jhumta kasam hai tujhe yar ki na sabar aazma ham to mana mana ke hare ham to mana mana ke hare dil ko tu mana nagme dil suna suna tu nagme dil suna