SONG: Dil Ki Kuchh Baatein Tum Samajhe Hi Nahi - दिल की कुछ बातें तुम समझे ही नहीं

Dil Ki Kuchh Baatein Tum Samajhe Hi Nahi - दिल की कुछ बातें तुम समझे ही नहीं

LYRICS:
dil ki kuch baate tum samajhe hi nahi dil ki kuch baate tum samajhe hi nahi duriya naapte baithe duriya naapte baithe nazdikiya samajhe hi nahi dil ki kuch baate tum samajhe hi nahi dil ki kuchh baate tum rokna chahate the woqt hame behana tha pasand mile nabh se yaari hamari tere sapne aankho mein band tum rokna chahate the waqt hame behana tha pasand mile nabh se yaari hamari tere sapne aankho mein band tumhe laga rasta bhatak gaye hame dhundani thi rahe nayi samajhe nahi dil ki kuch baate tum samajhe hi nahi dil ki kuch baate tum dhund rahe the hamare nishaan hum mitate rahe purane kadam hum behate rahe lehro ke sang kinare pe tum the akele sanam tum dhund rahe the hamare nishan hum mitate rahe purane kadam hum behte rahe lehro ke sang kinaare pe tum the akele sanam hatho se mitti phisalane ka gum hum mitti se phir lenge janam samajhe nahi dil ki kuchh baate tum samajhe hi nahi dil ki kuch baate tum samajhe hi nahi duriya naapte baithe duriya naapte baithe nazdikiya samajhe hi nahi dil ki kuchh baatein tum samajhe hi nahi dil ki kuch baate