SONG: Dil Ki Fariyad Se Darr

Dil Ki Fariyad Se Darr

LYRICS:
dil ki fariyaad se dar dard ke paighaam se dar subah ke baad bhi ik shaam hai. us sham se dar ham to har haal me ye dard ye gham sah lenge zulm kar hampe magar zulm ke anjaam se dar. arre sitamgar ik aur thokar ke tootkar dil duaa karegaa ke tootkar dil duaa karegaa hamen kisi se gilaa nahin hai hamen kisi se gilaa nahin hai ke waqt khud faisla karegaa ke waqt khud faisla karegaa zindagi hamen raas aa na saki zindagi hamen raas aa na saki maut bhi taras hampe khaa na saki ab kya hai dam tod chhuke hain dil ke sab armaan koyi aarzoo rang laa na saki khoone dil pi chuke, ham bahut ji chhuke. arre sitamgar ek aur thokar arre sitamgar ek aur thokar ke tootkar dil duaa karegaa ke tootkar dil duaa karegaa aaa aaa har ghadi nayaa haadsaa ho to ho har ghadi nayaa haadsaa ho to ho tan re rooh bhi ab judaa ho to ho unki muhabbat unki tamanaa hai apna imaan chaahe ab khuda bhi khafa ho to ho mar bhi jaayen to bhi kyaa aayegi ye sadaa arre sitamgar ek aur thokar arre sitamgar ek aur thokar ke tootkar dil duaa karegaa ke tootkar dil duaa karegaa hamen kisi se gilaa nahin hain hamen kisi se gilaa nahin hain ke waqt khud faisla karegaa ke waqt khud faisla karegaa.