SONG: Dil Ki Duniya Ujad Gayi Aur Jane Wale Chale Gaye - दिल की दुनिया उजड़ गयी और जाने वाले चले गये

Dil Ki Duniya Ujad Gayi Aur Jane Wale Chale Gaye - दिल की दुनिया उजड़ गयी और जाने वाले चले गये

LYRICS:
dil ki dunia ujad gayi aur jane wale chale gaye aur jane wale chale gaye jane wale chale gaye tadpane wale chale gaye tadpane wale chale gaye mujhko khushi ke geet suna ke pher li najre samne aa ke mujhko khushi ke geet suna ke pher li najre samne aa ke ruth gaye wo dil me sama ke ruth gaye wo dil me sama ke unke bin ab lage na jee bahlane wale chale gaye bahlane wale chale gaye nain kahe ab kaun hamara sapne kahe dil jeet ke hara nain kahe ab kaun hamara sapne kahe dil jeet ke hara dil ye kahe tute na sahara dil ye kahe tute na sahara kiski baat ab sune koi samjhane wale chale gaye samjhane wale chale gaye dil ki dunia ujad gayi aur jane wale chale gaye aur jane wale chale gaye