SONG: Dil Ki Duniya Me Meri Chupke Se - छोड़ के बालम हाय ना जाना ना जाना

Dil Ki Duniya Me Meri Chupke Se - छोड़ के बालम हाय ना जाना ना जाना

LYRICS:
chhod ke balam haye na jana na jana chhod ke balam haye na jana na jana tere bin kit jaaungi tere bin kit jaaungi kit sang sawan manaungi kit sang sawan manaungi biraha ki aag jalana na biraha ki aag jalana na chhod ke balam haye na jana na jana chhod ke balam haye na jana na jana ghir ghir ghata jab aayengi ghir ghir ghata jab aayengi jhula kisko jhulayengi jhula kisko jhulayengi aansu aankho se bahana na aansu aankho se bahana na chhod ke balam haye na jana na jana chhod ke balam haye na jana na jana bichhad gaye tum hamse bichhad gaye tum hamse jite rahe to fir milenge jite rahe to fir milenge mar gaye to dil se bhulana na mar gaye to dil se bhulana na chhod ke balam haye na jana na jana chhod ke balam haye na jana na jana