SONG: Dil Ki Duniya Ko Barbad Karke Wo Chala - दिल की दुनिया बर्बाद करके वो चला

Dil Ki Duniya Ko Barbad Karke Wo Chala - दिल की दुनिया बर्बाद करके वो चला

LYRICS:
dil ki duniya o dil ki duniya hoye dil ki duniya dil ki duniya ko barbad karke wo chala wo chala jane wala wo chala wo chala jane wala dil ki duniya o dil ki duniya dil ki basti ko ab kya karu mai dil ki basti ko ab kya karu mai kaun hai ab yaha aane wala kaun hai ab yaha aane wala dil ki duniya o dil ki duniya dil ke badle diya gham kisi ne maar dala hame aashiki ne dil ke badle diya gham kisi ne maar dala hame aashiki ne chal diya chal diya chal diya bewafa dil lagake rah gaya dil pe itrane wala dil ki duniya o dil ki duniya khwab sab zindagi ke adhure khwab sab zindagi ke adhure kiske arman hote hai pure kiske arman hote hai pure khud bhi ek din tadapne lagega khud bhi ek din tadapne lagega hum garibo ko tadpane wale dil ki duniya hoye dil ki duniya dil ki duniya ko barbad karke wo chala wo chala jane wala wo chala wo chala jane wala dil ki duniya o dil ki duniya