SONG: Dil Ki Duniya Jagmagayi Na Jane - दिल की दुनिया जगमगाई ना जाने

Dil Ki Duniya Jagmagayi Na Jane - दिल की दुनिया जगमगाई ना जाने

LYRICS:
dil ki duniya jagmagayi dil ki duniya jagmagayi na jane aaj kyu aaj kyu muskurayi aaj kyu dil ki duniya zindagi nazro me chhai na jane aaj kyu aaj kyu muskurayi aaj kyu dil ki duniya har taraf bikhra hua sangeet hai har kali ke paas man ka meet hai har taraf bikhra hua sangeet hai har kali ke paas man ka meet hai gunj bhawro ne gunj bhawro ne machai na jane aaj kyu aaj kyu muskurayi aaj kyu dil ki duniya nachti hai gungunati hai hawa mil gaya ho jaise dil ka devta nachti hai gungunati hai hawa mil gaya ho jaise dil ka devta dekh adaa phulo se aayi na jane aaj kyu aaj kyu muskurayi aaj kyu dil ki duniya mast mausam hai ye kaisi baat hai mast mausam hai ye kaisi baat hai har khushi jaise hamare sath hai sath hai har khushi jaise hamare sath hai sath hai sari duniya muskurayi aaj kyu zindagi nazro me chhai na jane aaj kyu aaj kyu muskurayi aaj kyu dil ki duniya