SONG: Dil Ki Bimari Tere Pyar Ki, Haay Mai Kya Karu - दिल को बीमारी तेरे प्यार की, हाय मैं क्या करूँ

Dil Ki Bimari Tere Pyar Ki, Haay Mai Kya Karu - दिल को बीमारी तेरे प्यार की, हाय मैं क्या करूँ

LYRICS:
dil ko bimari tere dil ko bimari tere pyar ki haye main kya karu ghadiya kate na intzaar ki haye main kya karu kaha se aaye tum dil lene wale tum dil lene wale bali umariya me gham dene wale haye gham dene wale halat buri hai halat buri hai bimar ki haye main kya karu dil ko bimari tere dil ko bimari tere pyar ki haye main kya karu kaha gayi thi wo baate tumhari wo baate tumhari khayi thi tumne chum ke kasme humari haye kasme humari aadat buri hai sarkar ki haye kasme humari dil ko bimari tere dil ko bimari tere pyar ki haye main kya karu jab se naino me tere naina hai dale tere naina hai dale dil me pade hai saikdo jaale haye saikdo jaale chahat buri hai chahat buri hai tere pyar ki haye kasme humari dil ko bimari tere dil ko bimari tere pyar ki haye main kya karu ghadiya kate na intzaar ki haye main kya karu