SONG: Dil Ki Betabiya Le Chali Hai Vaha Jindagi Hai Jaha - दिल की बेताबियाँ ले चली है वहाँ जिंदगी है जहाँ

Dil Ki Betabiya Le Chali Hai Vaha Jindagi Hai Jaha - दिल की बेताबियाँ ले चली है वहाँ जिंदगी है जहाँ

LYRICS:
dil ki betabiya le chali hai vaha jindagi hai jaha, hale dile pucho na dil ki betabiya le chali hai vaha jindagi hai jaha, hale dile pucho na dil ki betabiya unke aage jab jaungi nain jukenge sharmaungi unke aage jab jaungi nain jukenge sharmaungi baat karungi baat na hogi koi sakhi bhi sath na hogi dil ki betabiya le chali hai vaha jindagi hai jaha, hale dile pucho na dil ki betabiya jab vo kahenge paas to aao kuch bolo ji yu na lajaao jab vo kahenge paas to aao kuch bolo ji yu na lajaao fir to kya kya unse kahungi mai unki hu unki rahungi dil ki betabiya le chali hai vaha jindagi hai jaha, hale dile pucho na dil ki betabiya dono taraf se shikhve honge kasme hongi vade honge dono taraf se shikhve honge kasme hongi vade honge dil se dil ka sauda hoga aur na jane kya kya hoga dil ki betabiya le chali hai vaha jindagi hai jaha, hale dile pucho na dil ki betabiya le chali hai vaha jindagi hai jaha, hale dile pucho na dil ki betabiya