SONG: Dil Ki Bazi Jeet Ke Bhi Hare Ho Gaye Is Tarah - दिल की बाज़ी जीत के भी हारे हो गए इस तरह

Dil Ki Bazi Jeet Ke Bhi Hare Ho Gaye Is Tarah - दिल की बाज़ी जीत के भी हारे हो गए इस तरह

LYRICS:
dil ki bazi jit ke bhi hare ho gaye is tarha pyar ke ishare dil ki bazi jit ke bhi hare ho gaye is tarha pyar ke ishare dil ki bazi jit ke bhi hare dekh kar kisi ko hosh kho gaye ek nazar me hum kisi ke ho gaye haye re wo samna dil pada hai thamna phir rahe hai aankh me nazare dil ki bazi jit ke bhi hare ho gaye is tarha pyar ke ishare dil ki bazi jit ke bhi hare jhumke nache wo to jhume zindagi uske har kadam pe baze ragini ek pari jamal hai aisi mast chal hai jaise morni ke ho ishare dil ki bazi jit ke bhi hare ho gaye is tarha pyar ke ishare dil ki bazi jit ke bhi hare yaad uski zindagi ke sath hai uski har ada me ek bat hai pyar ki kitab hai wo to lazawab hai jo bhi dekhe jaan apni ware dil ki bazi jit ke bhi hare