SONG: Dil Ki Baatein Dil Mein Hi Rakhna - दिल की बाते दिल में ही रखना

Dil Ki Baatein Dil Mein Hi Rakhna - दिल की बाते दिल में ही रखना

LYRICS:
dil ki bate dil me hi rakhna kabhi kisi se kahna na kabhi kisi se kahna na dil ki bate dil me hi rakhna ye dunia hai pyar ki dusman ye dunia ye dunia hai pyar ki dusman bhul kabhi tum karna na dil ki bate dil me hi rakhna jisko tumne pyar kiya hai jiwan ka sangeet diya hai bhul ke bhi tum us manjil se piche kadam hatana na dil ki bate dil me hi rakhna pyar ki manjil kanto ki hai jis par chalna bada kathin hai chahe jaan bhale hi jaye chahe jaan bhale hi jaye pyar me dhokha dena na, pyar me dhokha dena na dil ki bate dil me hi rakhna kabhi kisi se kahna na kabhi kisi se kahna na dil ki bate dil me hi rakhna