SONG: Dil Khush Hai Aaj Unse Mulaaqaat Ho Gayi - दिल खुश है आज उनसे मुलाक़ात हो गयी

Dil Khush Hai Aaj Unse Mulaaqaat Ho Gayi - दिल खुश है आज उनसे मुलाक़ात हो गयी

LYRICS:
dil khush hai aaj unse mulakat ho gayi, mulakat ho gayi dil khush hai aaj unse mulakat ho gayi, mulakat ho gayi wo dur se hi baat hui baat ho gayi, baat ho gayi unse hamara koi taaluk to ban gaya unse hamara koi taaluk to ban gaya bigde bhi ho to ager badi baat ho gayi, badi baat ho gayi dhadkan badhi to saans ki khushbu bikhar gayi dhadkan badhi to saans ki khushbu bikhar gayi aachal uda to rang ki barsat ho gayi, barsat ho gayi ji chahata hai man hi le ab khuda ko hum ji chahata hai man hi le ab khuda ko hum jiska yaki na tha vo karamat ho gayi, karamat ho gayi dil khush hai aaj unse mulakat ho gayi, mulakat ho gayi