SONG: Dil Kee Aawaj Hu, Saanso Me Basalo Mujhko - दिल की आवाज हूँ, सांसो में बसालो मुझको

Dil Kee Aawaj Hu, Saanso Me Basalo Mujhko - दिल की आवाज हूँ, सांसो में बसालो मुझको

LYRICS:
dil ki aawaj hu, saanso mein basalo mujhko dil ki aawaj hu, saanso mein basalo mujhko main kavita hu tarnum mein sajalo mujhko dil ki aawaj hu wo khushbu jo hawayo mein bikhar jati hai hu wo khushbu jo hawayo mein bikhar jati hai raj ban jayungi sine mein chhupalo mujhko main kavita hu, tarnnum mein sajalo mujhko dil ki aawaj dil ki dhadkan mujhe har bar yahi kehti hai dil ki dhadkan mujhe har bar yahi kehti hai main amanat hu sanbhalo mujhko main kavita hu tarnnum mein sajalo mujhko dil kee aawaj uska dil lene ka andaj nirala thehara uska dil lene ka andaj nirala thehara keh raha tha ke anguti mein sajalo mujhko main kavita hu, tarnnum mein sajalo mujhko dil ki aawaj unki khwayish hai ki mahtab rahe badal mein unki khwayish hai ki mahtab rahe badal mein julf kehti ki chehare se hatalo mujhko main kavita hu, tarnnum me sajalo mujhko dil kee aawaj aajama lena meri ma ki duwao kaa asar aajama lena meri ma ki duwao kaa asar khadi ko shauk se jab chahe bulalo mujhko main kavita hu, tarnnum mein sajalo mujhko dil kee aawaj