SONG: Dil Ke Tukde Tukde Kar Ke, Muskura Ke Chal Diye - दिल के टुकड़े टुकड़े करके, मुस्कुरा के चल दिए

Dil Ke Tukde Tukde Kar Ke, Muskura Ke Chal Diye - दिल के टुकड़े टुकड़े करके, मुस्कुरा के चल दिए

LYRICS:
dil key tukde tukde kar key, muskurake chal diye jate jate yeh toh bata ja, ham jiyenge kis key liye chand bhee hoga, tare bhee honge ful chaman me pyare bhee honge lekin humara dil naa lagega bhigegee jab jab rat suhanee aag lagayegee rut masatanee toohee bata koyee kaise jiyega dil key maron ko dil key malik thhokar lagakar chal diye ruthhe rahenge aap jo ham se mar jayenge ham bhee kasam se soon ley hath chhudane se pehle, jan humaree nam peh tere jayegee yek din dilabar mere soch samajh ley jane se pehle, yoo agar tum dil key tamanna ko mitakar chal diye