SONG: Dil Ke Pat Khol Ke Dekho To Jawani Kya Hai - दिल के पट खोल के

Dil Ke Pat Khol Ke Dekho To Jawani Kya Hai - दिल के पट खोल के

LYRICS:
dil ke pat khol ke dil ke pat khol ke dekho to jawani kya hai dil ke pat khol ke dekho to jawani kya hai kaun farhaad tha majnu ki kahani kya hai kaun farhaad tha majnu ki kahani kya hai tum bhi likhwaao to naam ishq ki pocket book me tum bhi likhwaao to naam ishq ki pocket book me varna kya janoge tum varna kya janoge tum raat suhani kya hai dil ke path khol ke dekho to jawani kya hai ha chaudi chhati liye firte ho bhala bolo to, bhala bolo to ha chaudi chhati liye firte ho bhala bolo to mere mashuk ki, mere mashuk ki lakho me nishani kya hai dil ke pat khol ke dekho to jawani kya hai kaun farhaad tha majnu ki kahani kya hai kaun farhaad tha majnu ki kahani kya hai dil ke pat khol ke dekho to jawani kya hai