SONG: Dil Ke Malik Sun Mera Dil Tut Gaya Hai - दिल के मालिक सुन, मेरा दिल टूट गया हैं

Dil Ke Malik Sun Mera Dil Tut Gaya Hai - दिल के मालिक सुन, मेरा दिल टूट गया हैं

LYRICS:
dil ke malik sun, mera dil tut gaya hai mera dil tut gaya hai ulfat ka dil hi, zamana tut gaya hai mera dil tut gaya hai tut gaye wo sapne, wo din beet gaye haar hui ulfat ki haar hui ulfat ki, dushman jeet gaye hatho se daman, kisi ka chhut gaya hai mera dil tut gaya hai wo khushiyo ka aasu wo khushiyo ka aasu, jo in aankho me aaya tha wo sabse pyara gum wo sabse pyara gum, jo dil ne dil se paya tha kho gaye the sabse, mukaddar ruth gaya hai mera dil tut gaya hai meri tarah ghut ghut ke, jag me kaun jiya jo na kabhi dekha tha jo na kabhi dekha tha, wo bhi dekh liya dhadka aise dil, ke chhala phut gaya hai mera dil tut gaya hai dil ke malik sun, mere dil tut gaya hai mere dil tut gaya hai