SONG: Dil Kaa Khilauna, Haye Tut Gaya - दिल का खिलौना, हाय टूट गया

Dil Kaa Khilauna, Haye Tut Gaya - दिल का खिलौना, हाय टूट गया

LYRICS:
tut gaya, tut gaya dil ka khilauna haye tut gaya dil ka khilauna haye tut gaya koyi lutera aa ke lut gaya haye koyi lutera aa ke lut gaya dil ka khilauna haye tut gaya dil ka khilauna haye tut gaya huwa kya kusur aisa saiyya hamara huwa kya kusur aisa saiyya hamara jaate huye jo tune hame na pukara jaate huye jo tune hame na pukara ulfat ka tar toda, hame majdhar chhod a ham toh chale the le ke tera hi sahara sathi hamara ham se chhut gaya dil ka khilauna haye tut gaya koyi lutera aa ke lut gaya haye koyi lutera aa ke lut gaya haye dil ka khilauna haye tut gaya dil ka khilauna haye tut gaya kaisi paradesi tune prit lagayi kaisi paradesi tune prit lagayi chain bhi khoya hamne nind gawayi chain bhi khoya hamne nind gawayi tera aitbar kar ke, haye intjar kar ke khushiyo ke badale gam ki duniya basayi jalim jamana hamse ruth gaya dil ka khilauna haye tut gaya koyi lutera aa ke lut gaya haye koyi lutera aa ke lut gaya haye dil ka khilauna haye tut gaya dil ka khilauna haye tut gaya