SONG: Dil Kaa Aawarapan - दिल का आवारापन

Dil Kaa Aawarapan - दिल का आवारापन

LYRICS:
dil kaa aawarapan ye ajab si lagan leke jaaye na jaane kaha uski pehli najar kar gyi kya asar usko hi kyu mai dekhu janha dil ka aawarapan ye ajab si lagan yun hi kabhi paas aa jaati mai kuchh kahun to sharmati hai yun hi kabhi paas aa jaati mai kuchh kahun to sharmati hai har ang uska mehkata hai ye dil to dil hai behkata ye dil to dil hai behkata phir yaad wo aa gyi yun bekhudi chha gyi jaan lene laga ye sama uski pehli najar kar gyi kya asar aawara kehta tha mujhe ye jaha jis din se paaya jaanam tujhe mehrabaan aabad hone lagi suni si ye jindgi karne laga pyaar mei karne laga aashki mere dil ne pukara aawara, aawara, aawara ye jeewan pyaar se bhar do tum bs itna kar do tum mit jaaye dil se tanhaiya mehkado aaj tamnna ye mehkado khwabo ko chaht ke deke ranginiya ye jeewan pyaar se bhar do tum bs itna kar do tum mujhe pyaar hai, pyaar hai sirf tumse meri jaane bahar hai sirf tumse meri jindgi guljaar hai sirf tumse mera aaj ikrar hai sirf tumse jaanam n jaana chhorkar mujhe kabhi jaanam n jaana chhorkar mujhe kabhi jaanam n jaana chhorkar mujhe kabhi jaanam n jaana chhorkar mujhe kabhi jaanam aoho jaanam